Lut Gaye Lyrics - Emraan Hashmi and Yukti is an famous Hindi song. Lut Gaye song sung by Jubin Nautiyal. This song written by Manoj Muntashir. Song of Lut Gaye lyrics started by the line in English pronunciation is Maine jab dekha tha tujhko. This song create Billion visitor in YouTube after published. Lut Gaye song sung by the language of Hindi. This song music composed by Tanishk Bagchi. Lut Gaye song orginal name is Aankh Uthi Mohabbat Ne and this song singer is Ustad Nusrat Fateh Ali Khan.


Lut Gaye song DOP by Mintu Plaha. This song music video cast by Emraan Hashmi and Yukti. Lut Gaye song got a music label which name is T-Series. So, let's know the song of Lut Gaye lyrics and also play the music in below.













































Lut Gaye Song Information
Song NameLut Gaye
SingerJubin Nautiyal
SongwriterManoj Muntashir
LanguageHindi
MusicTanishk Bagchi
Original SongAankh Uthi Mohabbat Ne
Original SingerUstad Nusrat Fateh Ali Khan
CastEmraan Hashmi and Yukti
LabelT-Series

You can also know Koi Toh Aayega and Adharer Lila Akashe song lyrics.

Lut Gaye Lyrics - Emraan Hashmi and Yukti


Maine jab dekha tha tujhko
Raat bhi wo yaad hai mujhko
Taare ginte-ginte so gaya
Dil mera dhadka tha kass ke


Kuch kaha tha tune hans ke
Main usi pal tera ho gaya
Aasmano pe jo khuda hai
Usse meri yahi dua hai


Chaand yeh har roz main
Dekhun tere sath mein
Aankh uthi mohabbat ne angdayi li
Dil ka sauda hua chandni raat mein


O teri nazron ne kuch aisa jaadu kiya
Loot gaye hum to pehli mulakaat mein
O Aankh uthi


Paanv rakhna na zameen par
Jaan ruk ja tu ghadi bhar
Thode taare to bichha doon
Main tere vaaste


Aazma le mujhko yaara
Tu zara sa kar ishara
Dil jala ke jagmaga doon
Main tere vaaste


Mere jaisa ishq mein pagal
Phir mile ya na mile kal
Sochna kya hath yeh de-dе
Mere hath mein


Aankh uthi mohabbat nе angdayi li
Dil ka sauda hua chandni raat mein
O teri nazron ne kuch aisa jaadu kiya
Loot gaye hum to pehli mulakaat mein
O Aankh uthi


Haan kisse mohabbat ke
Hain jo kitaabon mein
Sab chahta hoon main
Sang tere dohrana


Kitna zaroori hai ab meri khatir tu
Mushqil hai mushqil hai lafzon mein keh paana
Ab to ye aalam hai tu jaan maange to
Main shauk se de doon saughaat mein


Aankh uthi mohabbat ne angdayi li
Dil ka sauda hua chandni raat mein
O teri nazron ne kuch aisa jaadu kiya
Loot gaye hum to pehli mulakaat mein


O Aankh uthi
Loot gaye hum to pehli mulakaat mein